- Get link
- X
- Other Apps
- Get link
- X
- Other Apps
फेंगशुई और वास्तु दोनों प्राचीन विज्ञान है जो आपके घर और ऑफिस की ऊर्जा को सकारात्मक बना सकते है। सही वस्तुओं को सही स्थान पर रखने से घर की सुंदरता और वातावरण दोनों ही अच्छा हो सकता है।
Isko Ghar mein, office me rakha jata hai Shanti,sukh samraddhi aur paise ke liye, Aisa vastu ke hissab se mana jata hai
Phoenix pakshi ka statue Ghar mein lagane se taraki ke naye naye raaste bante chale jate hai, Ghar mein mahaul aacha Banta hai, family ke sabhi members mein maljol aacha ho jata hai
हम आपको यहां उन 5 वस्तुओं के बारे में जानकारी दे रहे है
“Kamdhenu cow” Ghar ke sabhi vastu dosh duur karne ke liye
Aisa mana jata hai ki isko lagane se sabhi wish Puri hoti hai
Isse Ghar mein Shanti aur samraddhi aati hai kamdhenu gaye ki kripa jis par ho jati hai us ko kabhi dhan ki kami nahi hoti kyunki ismein sabhi devi, devtao ka waas hota hai aise manyata hai
Kis disha mein kamdhenu cow ko rakhe
Isse Ishan kond me rakhna chahiye North East disa mein rakheMoney ke liye “Arowana golden fish”
Kis disha mein rakhe Arowana golden fish ko
East disha mein rakhna chaiye Arowana fish statue ko
Aaj kal aquiram ko har koi nahi rakh sakta hai lekin hum Aerowana fish jiske mukh mein sikka ha ka statue ko purab disha mein rakh sab problems ka haal kar sakte hai
Vyapar mein tarraki ke liye "citrine of bonsai golden tree of life gold crystal ornaments with hanging coin " ko office mein rakhna chahiye
Isse apne office mein rakhne se Aapke vyapar mein taraki tau dega he iske saath he business ki badi badi sambhavna ko attract karta hai
Purane jamane mein isko sobhagya, dhan aur samraddhi ke liye kaam ke isthan per rakha jata tha
Kis disha mein rakhne citrine bonsai golden tree ko
South East disha mein isko rakhna chahiye
“Nazar battu” se apne aur apni family ko negativity se bachaye
Ghar mein khushali lane ke liye aur Ghar se negativity Durr karne ke liye isko lagaya jata hai, isse Ghar mein positive energy aati hai.
Kaha lagye nazar battu ko
Isko Ghar mukhya dwar per ya living area mein lagana chahiye, positive energy badne se Ghar mein sukh sampanta bani rahete hai.
“Phoenix bird” ko lagaya Ghar mein safalta ki uchai ko chune ke liye
Ghar ke log jis kaam mein hote hai usmein wo kafi famous aur kamyab hone lag jate hai
Phoenix bird ko kis jagah lagaye
Office aur Ghar ke living area mein lagaye
Comments
Post a Comment